Hindi Lyrics:
tanha na samajh khud ko
tanha nahi hai tu
har jagah har lamha main teri
khidmat mein hoon
aa aake darr
aa darr ke marr
aa marr ke tu
ban jaa ek darr
aa aake darr
aa darr ke marr
aa marr ke tu
ban jaa ek darr
main ehsaas hoon bina badan
main tere saath hoon har kadam
main ehsaas hoon bina badan
main tere saath hoon har kadam
zindagi se hain meri dushmani
jee raha hain tu besharam
aa aake darr
aa darr ke marr
aa marr ke tu
ban jaa ek darr
dara dara ke main tujhe maar daalungi
khamoshi aaghaaz hai
yeh mera andaaz hai
khamoshi aaghaaz hai
yeh mera andaaz hai
marr ke tu aabaad hai
jee ke tu barbaad hai
aa aake darr
aa darr ke marr
aa marr ke tu
ban jaa ek darr