Sweet & Sour Sms Shayari's

  Sher-o-shayari You are here
Views: 2061
Soch kar uske baare me muskratey hai hum,
khud ko hi kahani uski sunatey hai hum,
jab bhi yaad kartey hai usko,
saari dunia ko us waqt bhul jaatey hai hum....

##########################################################



Koi Mila Humey Chand Ki Chandni Ban Kar,
Koi Mila Pariyo Ki Kahani Ban Kar....
Par Jis Kisi Ko Palko Me Basaya Humney
Wo Nikal Gaya Aakh Se Pani Ban Kar.

##########################################################



Har taraf padhai ka saya hai,
Kitabo mein sukh kisney paya hai.
Mai to jata hu tution ladkiyan dekhne
Aur sir kehte hai dekho itni
barsat mei bhi ladka padhne aya hai.

##########################################################



Arz Kiya Hai-
Darvaza KhoLa To Saap NikLa
.
.
Darvaza KhoLa To Saap NikLa
.
ACP BoLa Daya, Ye Anna Hazare To
Rajnikant Ka Bhi Baap NikLa...

##########################################################



Kabhi Ro Ke Muskuraye,
Kabhi Muskura Ke Roye..
Jab Bhi Teri Yaad Aayi,
TujheBhula Ke Roye..
Ek Tera Hi To Naam Tha,
Jisey Hazar Bar Likha..
Jitna Likh Ke Khush Huye,
Us Se zyada Mita Ke Roye!!!

##########################################################



Duniya ki bheed me insaan Chahey sab khuch bhul jaaye
Kitni hi moj masti me kho jaaye
Par akele mein wo use hi yaad karta hai Jisey woh dil se pyaar karta hai...

##########################################################



Itna kamzor ho gya mai teri judai se
Gor Farmaiye-ga,
Itna kamzor ho gya mai teri judai se ki
Machchar bi kheech le jatey hai mujhe charpaai se...:-D

##########################################################



Sacha Dost Wo Hai Jo
Apki Aankhon Mein Us Waqt
Dard Dekh Leta Hai
Jab Duniya Kah Rahi Ho Yaar
Tum Muskurate Bohat Ho!!

##########################################################



Kahan dhundhtey ho tum ishq
ko aye be, khabar?
"yeh khud hi dhondh leta hai
jissey barbaad krna ho...!

##########################################################



Log ishq kartay hain basey shor ke saath,
Humne bhi kia badey zor ke saath,
Lekin ab karenge thodey ghor ke saath,
Kyunki kal usay dekha kisi aur ke saath....


Latest Posts

  Posted on Wednesday, August 22nd, 2012 at 3:25 PM under   Sher-o-shayari | RSS 2.0 Feed
Start Discussion!
(Will not be published)
(First time user can put any password, and use same password onwards)
(If you have any question related to this post/category then you can start a new topic and people can participate by answering your question in a separate thread)
(55 Chars. Maximum)

(No HTML / URL Allowed)
Characters left

(If you cannot see the verification code, then refresh here)