Aa Bhi Jaa(SUR)

Fun & Humor Home
Aa Bhi Jaa(SUR) - fulldhamaal.com


 SearchSearch     RegisterRegister   ProfileProfile   Log in to check your private messagesLog in to check your private messages   Log inLog in 

Aa Bhi Jaa(SUR)

 
Post new topic   Reply to topic    fulldhamaal.com Forum Index -> Song Lyrics
Author Message
rafe



Joined: 09 Jul 2007
Posts: 399

PostPosted: Tue Aug 14, 2007 8:40 am    Post subject: Aa Bhi Jaa(SUR) Reply with quote

Hindi Song Title: Aa Bhi Jaa
Hindi Movie/Album Name: SUR
Singer(s): LUCKY ALI AND SUNIDHI CHAUHAN


Hindi Lyrics:

--MALE--


Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Mere, mere dil ke paagalpan ki aur seema kya hai
Yun to tu hai meri, chhaaya tujh mein, aur, tera kya hai
Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2

--FEMALE--

Dekhoon chaahe jisko, kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon, jaanoon na main, tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2
Back to top
Display posts from previous:   
Post new topic   Reply to topic    fulldhamaal.com Forum Index -> Song Lyrics All times are GMT
Page 1 of 1

 


Powered by WebWalas.com © 2001, 2005 FullDhamaal.com